Kya aapne kabhi socha hai ki marne ke baad humari soul kaha jati hai? Usse bhi zaroori yeh ki kya soul jaisa kuch hota bhi hai? Agar nahi to phir yeh energy kaha se aati hai ? Aur baar baar recycle kyun hoti hai ? Universe se jude bahut gehre raaz decode karenge is audio series main jise sun kar aapki human advancement aur spirituality se jude sari hi curiosities par lagega purn viraam.


