Mira Bai ki Krishna bhakti mein unke pati Maharaj Bhojraj ne humesha unka sath diya. Ye unka sath hi tha jisne Mira Bai ko shadi ke baad bhi Krishna bhakti karne di. Lekin unki is bhakti ka ant itna saral nahi tha. Aaiye poori kahani janein is audio show mein.




