Ek haadsa Meera se uska sab kuch chheen leta hai, Meera ki apni beti Aarohi or uska pati Vikram. Vahin Vikram bas apna farz nibhaane me itna kho jata hai ki ik pal ke liye apni hi beti or wife ko bhool jaaata hai! Par ye haadsa Meera ko bana deta hai, ek khoonkhaar Maa, jo bas apni beti ki mout ka badla lena chahti hai! Ye kahani hai pyaar, wafadari aur dhokhe ki asli pariksha ki! Sunte rahiye Aakhiri Faisla



