Commander Karan Saxena ko mila America me reh rahe ek Crorepati ki laash se 10 Ton Sona laane ka khatarnak mission. Jise laane gaye Bharat ke jaanbaz Jasoos bhi ho gaye lapata. Kya ye USA government ka jaal hai? ya iske piche hai international conspiracy? Jaanne ke liye sune 10 TON SONA.


