Adi Shankaracharya ji ke wisdom se bharpur, "Adishankaracharya Se Seekhein Zindagi Ka Saar" aapko le chalega unke vichaaron ki duniya mein. Jahan Unki teachings se seekhkar, aap bhi apne jeevan ko aur adhik samriddh bana sakte hain. Toh der kis baat ki? Shuru kariye sunna yeh show aur apne andar ke gyaan ko jagaiye.


