Kya aap zindagi ke sache maksad ko talaash rahe hai ? Mandukya Upnishads ke iss audioshow mein hum aapko le chalenge ek aisi yatra par, jaha aap khud ki pehchan aur aadhyatmik duniya ke secrets ko ujagar karenge. Aur saath hi samjenge ki aapke sapne aapko kya kehna chahte hai
