Ek haseen ladki, jiski bachpan se hi bhoot-pret mein gehri ruchi thi, ne ouija board ke saath khel khel kar khud ko ek vampire maan liya. Isi bhram mein usne insaano'n ka khoon pina bhi shuru kar diya! Aakhir kaise ho rha tha ye sab mumkin aur kaun de raha tha iska saath? Suniye, is sachchi ghatna par aadharit kahani, jisme vishwas aur vaastavikta ka hairaan kar dene wala mel hai.















