Sona yaani Gold, ek aisa asset jisne pichle 100 saal mein kabhi apne investors ko niraash nahi kiya. Aisi hi kahaani hai hamaari Meera ki, jis ne apne halaaton se lad kar, samay samay par Gold mein invest kiya aur aaj us ne apni zindagi sawaar li. Toh aap bhi jaaniye ki kis tarah se is asset ka jyada se jyada fayda utha sakte hain. Aur saath mein milenge kuch aise investment ke tareeke, jo aapne kabhi nahi sunein honge.






