Millennials ke Jeewan mein samasyaein bahut hain, Aur samasyaein hain to hal bhi hoga hi. Hum ye itne daawe se keh rahe hain kyunki humne sun liya hai 'Shrimad Bhagwad Geeta For Millenials'. Is show mein Bhagwan Shri Krishna ne khud ek millennial ke sapne mein aakar uski aur aapki life mein chal rahi problems ka solution bataya hai.







