Rudra ka janm ek aisi duniya mein hua jahan har taraf khoon aur khauf ka raaj tha. Dushman aur rahasyamay janwar uske jeevan ko baar baar chunauti de rahe the. Yoddha banne ke alawa uske paas koi raasta nahi tha. Lekin ek din, usse pata chala ki vah dusri duniya se aaya hai aur uske paas kuchh adbhut shaktiyan hai. Kaun hai Rudra aur kya hai un shaktiyon ka raj, jaanne ke liye sune...Rudra: The Warrior




