Kya aapko pata hai dharti par Radha, Krishna se us raat mili thi jis raat unka janm hua tha? Yahi nahi, pichle kayi janamo se tay tha Radha ka Krishna se dharti par milna bhi aur bicchadna bhi. Ye bicchadna bhi ek shrap tha jo 100 saalon tak vrat karne ke baad bhi Radha ye doori rok nahi payi. Poore gaon ka Radha pe sawal uthane ke baad bhi Krishna ne kaise sabit kiya tha Radha ko sabse pavitra? Janein Radharani ki zindagi ke aise hi kuch raaz


