Maa Parvati ki kahaani mein, jahan ek taraf hai apna daivik roop paane ka sangharsh aur doosri taraf pyaar aur tyag ka parichay. Kyun Mata Parvati ne Kartikeya ko janm ke baad hi khud se alag kar diya tha? Aur kyun unhone apni hi behen Ganga ko shraap diya? Is show mein suniye, Mata Parvati ke jeevan ki kathin yatra aur Mahadev se unke anokhe milan ki kahaani.
