Kya aapko pata hai Yamraj ki bhi mrityu hone wali thi? Par kaun lena chahta tha Yamraj ki jaan? Sabki mrityu nischit karne wale Yamraj kaise bane the Mrityu ke devta? Kyon Yamraj nahi le paye Rishi Markandeya ke praan? Aur kis kisne haraya tha Yamraj ko? Aaiye jaante hain is khas peshkash mein




