Kya pata hai apko ki Parashurama ne kyun aur kaise kiya tha kshatriyaon ka vadh?
Is show mein apko pata chalega ki kaise ek sadharan dikhne wale Brahmin ne apni ek kulhadi se kai kitabon mein apna naam darz karwa diya.
Parashurama ko mile vardan, unki vidya, unki takat ki kahani hai apko ek romanchak safar par le jayegi..Read More