Modi sarkar ki image hamesha se autocratic rahi hai. Aise mein kayi logo ka manna hai ki ye ek healthy democracy ke liye sahi nahi hai. Par BJP ka stand hai ki aaj free speech ko jyada jagah milti hai bajay Congress Govt. ke. To kya hai sach? Janne ke liye sunein Modi Vs Democracy...













