Bharat Pakistan ka bantwara yun to dharmik karnon se hua tha, par dono hi desh azadi chahte the. Bharat ne Azadi ke baad dheeme magar behtar shuruat ki, par Pakistan Dictatorship ki bhent chadh gaya. 1947 se 1971 tak aaye bade badlavon aur jungon ki baare mein janne ke liye sunien, Bharat Pakistan: Azadi se 71 tak













