Vish ka pyala pi kar bhi kuch nahi hua, aisa prem tha Meera ka. Meera apne Krishna ki itni deewani thi ki unhone Raj mahal ka sukh aur maryada sab tyag diya. Par kya sachmuch mile Meera ko Krishna? Kaun bane Meera ke guru? Aur kya kaha Meera se Tulsidas ne? Aaiye sunte hain is khas peshkash mein.


