Kahin Bhagwan ki murtiyan bolti hain, kahin tantrik shaktiyon se insaan ko janwar bana diya jata hai, aur kahin apne aap murtiyon ki height badhti rehti hai! Hindu dharm ke aise kayi chamatkaar hain jo sun kar aapko jhoothe lag sakte hain, lekin yeh sab hai bilkul sach! Kaise? Iska raaz jaanne ke liye abhi suniye yeh show.


