Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialThe Truth Behind Kalinga's — Episode 8 in Hindi. Kaling, jo aaj Odisha ke naam se famous hai, ek aisa samrajya tha jisne Samrat Ashok ko Prachand Ashok bana diya. Kaling ne Mahabharat ke yudh mein Kauravon ka sath bhi diya hai, aur dharti par Samrat Ashok ki wo ladai bhi dekhi hai jisme ek lakh log ki jaan chali gayi thi. Phir aisa kya hua Kaling ki dharti par ki Ashok ne jung ko khatam kar Buddhism apna liya? Kya sach mein Ashoka ne khoon kharaba dekh Buddhism apnaya tha? Ya iske peeche tha koi gehra raaz? Kaling ki dharti, dharm, vyapar, praja aur rajaon se jude aise kayi raaz jane is show mein.
I am very disappointed with kalingas episode...Esme Kalinga ke bareme Kam Ashoka ke bareme jyaja he
कैसा हीस्टोरी है कि नालंदा विश्वविद्यालय बताया जाता है असोका ने बनवाया तो पृथ्वीराज चौहान कीस बीधयालय मे पढेथे
Jay bihar jay maurya samrajy.......

jai Bharat jai kailinga
kaling ka story he aur kaling ke kings ka koi description nahi hai. Mahanagavahan Kharavela ka kya?? Kuch v aryan aur malech theory.
Jhoot bol Raha hai ye, sala अनपढ़ हैं
Ashok toh bohot generous King the toh apne hi bhaiyo ko kyun marenge. Ashok ji ke baare m as a king toh ham sabko pta h per ye family politics toh mujhe bohot fake lag rahi h.
right history

wrong history
अशोक सम्राट महान था सही इतिहास जानने के लिए पाली भाषा पढ़ो