Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialThe Truth Behind Kalinga's — Episode 7 in Hindi. Kaling, jo aaj Odisha ke naam se famous hai, ek aisa samrajya tha jisne Samrat Ashok ko Prachand Ashok bana diya. Kaling ne Mahabharat ke yudh mein Kauravon ka sath bhi diya hai, aur dharti par Samrat Ashok ki wo ladai bhi dekhi hai jisme ek lakh log ki jaan chali gayi thi. Phir aisa kya hua Kaling ki dharti par ki Ashok ne jung ko khatam kar Buddhism apna liya? Kya sach mein Ashoka ne khoon kharaba dekh Buddhism apnaya tha? Ya iske peeche tha koi gehra raaz? Kaling ki dharti, dharm, vyapar, praja aur rajaon se jude aise kayi raaz jane is show mein.
chandashoka
bad

good

Best 👍 Smart Ashoka
🍌🍌
बुराईयां चरन पर ह़ोनेके बाद ही सत्यं स्थापित होता हैं, अशोक कारण बने विश्व को बौध्द धर्म दिया जो शांति और अहिंसा का प्रतीक है।

Ashoka adopted buduism 4 years before kalinga
ashok kalinga me peda nehi huee theeeee sir

Ashok is not great...great is Kalingas...due Kalingas sacrifice for freedom ..Ashoka become Buddhist.
nice