Agar main aapse kahun ki mere paas ek scheme hai jisse aap rato raat Ameer ban sakte hain to shayad aap meri baat par yakin na karen, lekin jab mai aapse kahunga ki Rich Dad Poor Dad book ki tarah mai bhi aapko wo sare upay bataunga jisse aap ameer ban sakte hain tab shayad aap meri baat par zaroor yakin karenge. Hum sab jante hain ki Investment se ye sab mumkin hai lekin sath he agar aap SIP Mutual Fund ke kuch rules ko follow karenge to aapko jaldi he ameer banne se koi nahi rok sakta. Is Audio Book " Kaise Banein SIP Se Crorepatir" mein hamne un sare formula ke bare mein baat ki hai jo aapke Crorepati banne ke Journey mein aapki madad karegi.


