Rajasthan ka ek purana jila jiske jangalon par raaj tha Dayano ka. Fir aayi Surya Nakshtra ki raat, ek raat, jiska intezar jile ke logon ko sadiyon se tha. Wo raat apne saath laayi thi sadiyon puraani ek bhavishyavani, bhavishyavani daayano ke sarvanaash ki, jo do tukdon mein bant kar wahan janm le chuki thi. Gauri, ek Reeva Vanshi aur dusri taraf thaa Vihaan, ek shaktishaali daayan kaa ansh, Daavansh. Unke janm ke sath hi kayi logon ki kismat bhi ek naya mod le chuki thi. Par kya bhavishyavani ko hara dono pyaar ki dor ko jod payenge? Ya fir ateet se lauti ek shaktishaali daayan ki nazar kar degi unka sarvanaash? Jaanane ke liye suniye ‘Jaadu Teri Nazar - Daayan ka Mausam’, Kuku FM, StarPlus aur JioHotstar par. Click the link below : https://www.hotstar.com/in/shows/jaadu-teri-nazar/1271386699


