Kya ho agar jisse aapko ishq ho, vo Insan na ho kar ek bhatakati aatma ho? Yahi hua tha social media influencer Krutika ke saath ! Followers haasil karne ke chakkar me vo ek ghost ke saath relation me aa jaati hai. Kya anjaam hoga is rishte ka? Kya bhoot union is rishte ko accept Karegi? Kya Krutika ka ye ishq adhoora rah jaayega? Jaanne ke liye suniye "Ishq With A Ghost"
