Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialIshq Tamasha Zindagi — Episode 118 in Hindi. Sapno ki duniya mein gum Pankhuri ghar aaye NRI Rajan se kar baithti hai pyaar. Par Rajan ke sath engagement ke bad Pankhuri ki zindagi hamesha ke liye badal jaati hai. Wo usi raat Rajan ko apni behen Mehak ke sath bistar par paati hai. Kya is dhokhe ki maar, khtam kar degi pankhuri ka pyar ? Kya tooti Pankhuri de payegi apne sapno ko udaan? Sune Pankhuri ke pankh lagne ki kahani.










It's so irritating story. Characters are making same mistakes again and again. Especially Pankhuri and Mahek. Both of them are too unrealistic. From story line up to character development is just awful. And the male characters are so annoying too.
ye story jis ne bhi likhi hain uska mind stable hai hi nahi phele koi kirdaar positive dikhate hai phir ek dam se jis cheej par vo geyaan de raha hota hai use badi mistake vo khud kar leta hai aur ye Pankhuri ye toh next level ajeeb ladki hain kabhi fiance ke hote hue dusare Karthik phir dev aur ab yaha career ke ilava sab chal raha hai eski life me aur collage badlna jaise bohut asaan cheej hai kuch bhi likh raha hai write
badi hi ajib si story h.. samjh nahi aarha ki male lead h kon.. aur ye pankhudi bhi bohot confusing hai.. kabhi kartik to kabhi dev and abhi karan.. had h