Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialIshq Tamasha Zindagi — Episode 112 in Hindi. Sapno ki duniya mein gum Pankhuri ghar aaye NRI Rajan se kar baithti hai pyaar. Par Rajan ke sath engagement ke bad Pankhuri ki zindagi hamesha ke liye badal jaati hai. Wo usi raat Rajan ko apni behen Mehak ke sath bistar par paati hai. Kya is dhokhe ki maar, khtam kar degi pankhuri ka pyar ? Kya tooti Pankhuri de payegi apne sapno ko udaan? Sune Pankhuri ke pankh lagne ki kahani.










Is story ka pankhudi heroine hai ya nahi. Kanha. 🙄🙄🙄
Aakhir pankhudi ke life me Ab bhi kitane ladake hain??? ye toh
pahile rajana, fr karthik fr dev & ab ye karan 😪😪 kya chal raha hai ye story me?? har koi pankhudi k piche lage hai...🤣🤣
yaar ye writer kitni baar apna characters ke personality aur unki thought process change karenge? pehle toh Niya and uski mom ka soch tha ki education is important and boyfriend is not a priority.. issi baat pe dono ne pankhuri ko agra wali scene par lecture diya. aur ab achanak Niya ki mom is like mein Pankhuri and dev ko alag karungi.. fir Mehek ka kya kehna.. phele Mehek ko ek slut dikhaya fir usko sudhaar aur fir slut banadiya. waise jis tarah se Mehek ka affair Kabir and Rajan ho chooka hai uske mukaable Pankhuri ke rajan, Kartik, dev aur ab Karan ka bataya he.. so called life partners toh Pankhuri ke badal rahe hai.. Make your mind Writer..
is story me Pankhudi k Bhai Rahul k alava jo b new ladka aaya hai usko sirf Pankhudi hi pasand aayi h
Niya Dev ko bachpan se pyar krti h uske liye uski maa ne pankhudi jsi pyari c bacchi ko dhokha de rhi thi or Karan ko dekhte hi bachpan ka pyar gayab ho gya itni jldi kse pyar ho skta h

why they fall in love so quickly, it's weird🤔🤔

bechari pankuri 😔😔😔😔
bechari pankuri hat din main she meet mean people 😯
evil mom and daughter 😡