Swarg ke Devta Indra Dev ke kartooton ka kala sach – kya vasna aur ahankar ne banaya unhe sabse bada paapi? Toh Shraap aur badle ke chakravyuh mein, Kya ab khatam ho jayega Devraj ka swarg ka sukh? Suniye is show mein, Indra Dev ki wo sachayi jo kabhi kisi ne sochi bhi nahi thi!




