Shri Krishan ki behen hotey hue, panch shoorveer yodhaon ki arddhangini hotey hue, akhir kyun karna pada tha Draupadi ko itna apmaan sahen. Akhir kya hua tha esa Mahabharat ki yuddh bhumi par jo Draupadi ko likhni padi ek aur geeta, Draupadi Ki geeta. Aakhir kya tha us geeta ka asli maksad aur kin rahasyon ko aaj bhi khud me samaye hue hai Draupadi Ki Geeta?




