Kya aapko pata hai ki ek imandaar police waale ka beta kaise bana India Ka DON No.1? Is show mein suniye Dawood Ibrahim ki murder, extortion, targeted killing, drug trafficking aur terrorism ki Kahani. Woh bhi us operation ke nazariye se jo abhi kuch saalon pehle hi indian government ne Dawood ko marne ke liye plan kiya tha aur unhe kaamyabi bhi mili!







