Jis kanoon ke liye Ambedkar ne resign kar diya, Nehru ko jis kanoon se election mein haarne ka dar lagne laga, jis kanoon pe har jagah heated discussions hone lage, kya hua aise Hindu Code Bills ka? Aur kyon har Indian ke liye zaroori hai jaanna is controversial legislation ki history? Aur kya hai iska Uniform Civil Code se connection? Aaiye sunte hain is khas peshkash mein.


