Kaisa ho ki aapko Ishwar se milna ho par uske raste naa pata ho? Kaisa ho ki samaaj ke bataye raste par chalkar Ishwar nahi bas afsoos mile? Milan ke saath kuch aisa hi hua. Kaun hai Milan aur uski spirituality ki yatra mein usne kya jaana? Janne ke liye suniye ye behad khaas audiobook. Ye audiobook jeevan ke gahre arth ki ek yatra hai, jo aapki bhi kahani ho sakti hai.