Raksha, jiske liye uski bachpan ki dost Mauli ki khushi hi sab kuch thi. Par jawani ki ek galati ne bachpan ki is atoot dosti mein daal di daraar, aur Mauli ke boyfriend Abhimanyu Singh ko karni padi Raksha se shadi. Raksha ko apni jaan maanane wali Mauli ab uski jaan lene par utaaru thi. Dosti se dushmani mein balda ye rishta ab kya rang layega? Kya ye Raksha ne jaanboojhkar kiya tha, ya thi ismein Abhimanyu ki koi chaal? Jaanane ke liye sunte rahiye ye dilchasp show ‘Toxic Rishtey’ sirf Kuku FM par.


