Hum sochte hai ki hum joh keh rahe hai woh log samjh rahe hai. Hume aise lagta hai ki hum public speaking mein bohot hi accha kar rahe hai aur humare colleagues humaari baaton ko asaani se absorb kar rahe hai. Par asal mein aisa nahi hai. Decker ki di hui kuch trademark methods se aap ek communication roadmap bana sakte hai jisse ki aap inform karne ke badle logon ko influence aur inspire karne lagoge











