Kya aap sab ek dilchasp kahani ka hissa banne ke liye taiyaar hai ! "Chasing Sugar" mein suniye Aisha Mehra ki inspirational story, jo chal padi hai khud ka makeup brand start karne jisse auratein empower ho sakein. Jaaniyein kaise har mushkil mod mein Aisha apni himmat ko bina gavaye aage badhti hai aur apne sapne ko saakar karti hai.

