Bachpan se suna hai, Subah jaldi uthkar kaam karoge toh safalta milegi. Shashtron mein bhi yahi likha hai. Lekin iska ek aasaan tareeka hai jise apnakar hi humein fayda ho payega. Toh abhi is show ko suniye aur seekhiye ki, Kaise hoga aapki zindagi mein brahma muhurta ka chamatkar.




