Kya aap jante Hain ki manasik puja kya hoti hai? Kaise iske dwara hum bina kisi ishwar ki murti aur bina kisi vishesh niyam ke unka dhyan kar sakte hain? Dhyan dwara hi manasik puja ki jati hai. Kya dhyan karne se ishwar hamari baat sunte Hain? Kya sabhi devi devtayon ki dhyan vidhi alag hoti hai? Akhir dhyan karne ki zarurat hi kya hai? Kya ye sab sawal aapke man mein bhi uth rahe hain. Agar Haan, to ye show aapke liye hai…suniyega zarur..!


