Lucky ki biwi ne janm diya ek bachchi ko, jiske gardan par hai Bicchu ka ek nishan. Tantrik ne bataya ye bacchi hai maut ki ek aahat. Kya hai is nishan ka raaz? Kya hai ye kisi purane paap ki saza? Kaun hai jo is parivaar ki maut banakar aaya hai wapas? Janne ke liye sunein "Bicchu."