Ek aisi duniya jahan sirf bhatakti aatmaayein rehti hain! Jab ek zinda ladki, Ananya, ek dare ke chakkar mein iss bhooton ki duniya mein fas jaati hai, uska samna hota hai Raghav se – ek naakara bhoot jo apni izzat banana chahta hai. Lekin wapas jaane ka sirf ek raasta hai – exit token! Kya Ananya wapas laut payegi ya yeh duniya uska naya ghar ban jayegi?


