"Teri bacchi tab tak mere paas rahegi jab tak tu mere pishach mujhe vaapas nahin kar deta!" Saahil aur Vidya ne ab tak hazaron pishacho ko maara tha, lekin jab pishach Kaatim ne unki bacchi Aisha ko chura liya to unke pairon tale zameen khisak gayi. Aur bacchi ke badle Kaatim ne manga unse Bhoot Hunting chodne ka vada!! Kya Saahil aur Vidya Bhoot Hunting chod denge? Aur kaise bachaenge vo apni bacchi Aisha ko?
