Bharat me maujood saari riyasaton me Hyderbad ke baad dusri sabse taaktwar riyasat, Baroda Riyasat ne apni neetiyo se Bharat ki samajik aur aarthik vyavastha me amulya sudhaar kiye. Is audio show mein suniye kaise Gaekwads ne 200 saalon tak Gujarat ko roshan kiya aur Bharat ke itihas mein apna naam darj karaaya!











