Ek aisa Aadmi jo khud ko Insaan nahi Bhagwan batata hai, Ek aisa Insaan jisne apna ek alag Desh bana liya, Ek aisa Insaan jo kehta hai ki wo Bhagwan Shiv ka awtaar hai, Ek aisa Insaan jiska kehna hai ki wo Apni Aankhein band kar ke bhi sab kuch dekh sakta hai. Aur usi insaan par lage hai Hatya aur Rape ke aarop. Aakhir kon hai ye Insaan kya hai iski Sacchai Janne ke liye suniye humara ye Audio Show jiska naam hai “Nithyananda: The Self Proclaimed God Man”.Read More