Chaukane wala murder, ek nayi dosti ki shuruaat, aur Art ki mohabbat aapko le jayegi suspense aur drama ki ek anokhi yatra par. Suniye kaise Aashish apne ateet, sapne, aur ek professor ke murder ke beej chupe ek gehre raaz ko ujaagar karta hai. Is kahani mein pyaar, dosti, aur badla - sab kuch hai jo aapko baandhe rakhega har mod par.

