Yeh Kahani hai Arjun Singh ki jo 1980 ke dashak mein do bar Madhya Pradesh ke Chief Minister banein. Sath hi unhone us waqt do bar Human Resource Development mein Union minister banke bhi kaam kiya. Magar kaisa tha inka rajneetik safar? Aur kya thi inki rajneta banne ke peeche ki wajah? Janenge humari is Audiobook “Arjun Singh Ek Sahyatri Itihaas Ka” mein.












