Is desh mein sabhi tax bharte hai. Yahan gareebi rekha se niche rehne wala insaan bhi direct na sahi, lekin chizein kharidte waqt indirect tax zaroor bharta hai. Isi wajah se sabhi apne diye tax ka hisaab janna chahte hai. Wo janna chahte hai ki humari sarkar logon ke tax ka istemal kab, kaise aur kyun karti hai. Isliye democracy mein RTI yani 'Suchna Ka Adhikar' ek basic right hai, jispar sabka haq hai. Lekin iska istemal aap kaise kar sakte hai? Aur iske laagu hone ki wajah kya thi? Ise jante hai is audiobook mein! Read More