Apni gareebi se majboor Arush apni crush ko apni feelings tak nahi bata paata hai aur apna hi room use kisi aur ladke ke sath raat bitane ke liye de deta hai. Par jab Arush ko pata chalta hai ki wo ek behad rich family ka antim waris hai, to uski duniya badal jaati hai. Wo aise secrets ke bhanwar mein phans jata hai jinse wo chah kar bhi bahar nikal nahi pata hai. Kya Arush thukra dega wo daulat jisne use mummy-papa ki jaan li ya phir wo banega apni family ka 'Antim Waris'?
