Kahate hain mehmaan Bhagwan ka roop hote hain, par kya ho jab wahi mehmaan Adani House ke owner Vihaan ki jaan lene ke liye use uske hi smart house mein qaid kar uski zindagi ko nark jaisa bana de? Vihaan kaise is musibat se bachega? Kaun hai yeh ladkiyan? Jaanne ke liye sune Adani House ke andar panap rahi mohabbat aur maut se jung ki ye kahani.