Ek One Night Stand ke baad 24 Saal ki Zoya agli subah khud ko ek khandhar mandir me paati hai jahan use ek bhoot ki dulhan banna hai. Use pata lagta hai ye sab kadiyan uske pichhle janm se ja ke judti hain. Kya Zoya pata kar paayegi apni zindagi ka raaz? Ya use hamesha ke liye ban jana hoga ek bhoot ki dulhan?


