Inflation kya hota hai aur kab wo hyperinflation ban jata hai? Iska hum par direct asar kaise padta hai? World economy se common man ka kya connection hai aur currency ka value girna hamare liye bura kyon hai? Agar aap wo world politics or world economy fascinate karti hai, toh ye show zaroor sune aur jaane ek jeeti jagti kahani ne - Zimbabwe ki.






