Mahabharat yudh ke veer yodha, Veer Satyaki, jinke parakram ka koi jawab nahi. Shri Krishna ke mitra aur Yadav sena ke senapati, Satyaki ne Arjun ke samkaksh kauravon ko dhool chatai. Suniye kahani Veer Satyaki ki, jinhone veerta aur samarpan se itihas racha.
Read More