Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free Trial
Varaha Avatar — Episode 8 in Hindi. Jeevan ke har sankat se shrishti ko bachane ke liye, Bhagwan Vishnu ne kayi baar alag-alag roop dharan kiye hain. Aaj hum baat karenge Varaha Avatar ki, jismein Vishnu Bhagwan ne apne divya roop aur adbhut leela se Bhudevi ko Hiranyaksha namak rakshas se bachaya.








