Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialUff Ye Ashiqui — Episode 14 in Hindi. Om ne apni college crush Tamanna ke liye apne papa ke dost ki beti Radhika ke sath shaadi karne se mana kar diya. Is faisle ne dono parivaron ke beech dushmani paida kar di. Om ne pehle hi Radhika ko Tamanna ke baare mein sach bata diya tha. Tamanna ke doosre dharm ke hone ke bawjood Om ne dono pariwaro ko iss rishte ke liye raazi kar liya. Par shaadi ki tareekh nazdeek aate hi, Om ko ehsaas hua hai ki uska asli pyaar Tamanna nahi, balki Radhika hai. Ab kya Om sab kuch theek kar payega? Kya woh Tamanna aur uske parivaar se door hone ke liye koi chaal chalega? Kya woh apne parivaar, Radhika aur uske gharwaalon ko is naye rishte ke liye raazi kar payega?

Kesa besharam insan hai ek to tamnna se shaadi kar raha tha or radhika ke liye musibat khadi kar raha tha